Shanghai (2012) Hindi Movie Songs Lyrics | All Songs Lyrics


Director : Dibakar Banerjee
Cast : Abhay Deol, Emraan Hashmi &Kalki Koechlin
Music Director : Vishal-Shekhar
Lyricist : Traditional, Dibakar Banerjee, Anvita Dutt, Kumaar, Neelesh Misra &Vishal Dadlani


Song Details:-
Song Name: Bharat Mata Ki Jai
Film/Album: Shanghai
Singer(s): Kirti Sagathia, Vishal Dadlani, Arun Ingle, Mandar Apte, Chintamani Sohoni, Dibakar Banerjee
Music Director: Vishal-Shekhar
Lyricist: Dibakar Banerjee
Length: 4:06
Music Label: T-Series
Bharat Mata Ki Jai Lyrics
Thak dhina dhin..
Hey thak dhina dhin
Maar lapad phaad chhapad, chaath pyaare
Nas mein baat koi, haath hai aur laat pyaare
Hey thak dhina dhin
Maar lapad phaad chhapad, chaath pyaare
Nas mein baat koi, haath hai aur laat pyaare
Apun ko bhi naa, ab habit lage laa
Arrey naach magan, kaat madan roz hai khana
Bharat mata ki, Bharat mata ki
Tum jai bolo jai Bharat mata ki jai
Bharat mata ki, Bharat mata ki
Tum jai bolo jai Bharat mata ki jai
Sone ki chidiya, dengue Malaria
Gurr bhi hai gobar bhi Bharat mata ki jai

Thak dina din hum hove sarkari hathiyaar pyaare
Bhi kariya baaz aitraaz gaya bhaad pyaare
Arrey phir na kehna
Arrey peeche hi rehna
Kasam yeh khaayi hai
Shehar Shanghai hai
Jo humne kahi rule wahi
Dhin tana na na
Bharat mata ki, Bharat mata ki
Tum jai bolo jai Bharat mata ki jai
Bharat mata ki, Bharat mata ki
Tum jai bolo jai Bharat mata ki jai
Sone ki chidiya, dengue Malaria
Gurr bhi hai gobar bhi Bharat mata ki jai

Arrey mangta hai hume chanda abhi, hume sooraj abhi
Bolo kya do ge
Dhanda yeh agar chanda nahin
Donation sahi bolo kya do ge
Naach magan kaat mutton roz hume khaana
Kar ke down shutter hume jannat banana
Aana jaana denga jaana
Hey Bharat ma, Bharat ma
Bharat mata ki
Sone ki chidiya, dengue Malaria
Gurr bhi hai gobar bhi Bharat mata ki jai

Bharat mata ki, Bharat mata ki
Tum jai bolo jai Bharat mata ki jai
Bharat ma, Bharat ma
Jai bolo jai Bharat mata ki jai
Bharat mata ki
Bharat mata ki
Jai bolo jai Bharat mata ki jai


Song Details:-
Song Name: Imported Kamariya
Film/Album: Shanghai
Singer(s): Richa Sharma, Vishal-Shekhar
Music Director: Vishal-Shekhar
Lyricist: Anvita Dutt Guptan
Length: 3:588
Music Label: T-Series
Imported Kamariya Lyrics
Dhukam dhukam..
Oo door shehar se humka laaga India aisa place
Oont gaaye pe aata jaata hoga saara des
Humka jaane humka jaane humka jaane de
Skyscraper hoga har kone kone pe
Arrey nikli India aagey jeeti pogress ki race
Tabhi toh, tabhi toh
Mori imported kamariya, chaant ke aayi duniya
Welcome welcome karti India jaan le gayi
Mori imported kamariya, chaant ke aayi duniya
Welcome welcome karti India jaan le gayi

Arrey kheech ke laayi India thori imported kamariya
Welcome welcome karti India jaan le gayi, India jaan le gayi

Dhukam dhukam..
Hoo chillam bhar lo, aisi yeh latt hai
Bachne ka plan chhod no if no but hai
Chabbis (26) kishton mein batt gayi jawani
T.V. pe aati nazar hai
Lagi-lagi, loudspeaker pe baji-baji
Remix ki dhun pe

Phirangi meri angdaayi hai aayi
Mori imported kamariya, chaant ke aayi duniya
Welcome welcome karti India jaan le gayi
Mori imported kamariya, chaant ke aayi duniya
Welcome welcome karti India jaan le gayi

Arrey kheech ke laayi India thori imported kamariya
Welcome welcome karti India jaan le gayi, India jaan le gayi

Cheap bhao mein shehar gao mein bechta nirvana
Shirt-pant mein bhes badal kar dhoti pajama
Bajj gaye bajj gaye dil ki dhun pe band bajayiya rog lagayiya
Zinda na chhode tu zaalim maare girayiya

Aye hoye hoye hoye
Door shehar se humka laaga India aisa place
Oont gaaye pe aata jaata hoga saara des
Humka jaane humka jaane humka jaane de
Skyscraper hoga har kone kone pe
Arrey nikli India aagey jeeti pogress ki race
Tabhi toh, tabhi toh
Mori imported kamariya, chaant ke aayi duniya
Welcome welcome karti India jaan le gayi
Mori imported kamariya, chaant ke aayi duniya
Welcome welcome karti India jaan le gayi

Arrey kheech ke laayi India thori imported kamariya
Welcome welcome karti India jaan le gayi, India jaan le gayi
Arrey kheech ke laayi India thori imported kamariya
Welcome welcome karti India jaan le gayi, India jaan le gayi



Song Details:-
Song Name: Duaa
Film/Album: Shanghai
Singer(s): Nandini Srikar, Arijit Singh, Shekhar Ravjiani
Music Director: Vishal-Shekhar
Lyricist: Kumaar
Length: 4:20
Music Label: T-Series
Duaa Lyrics
Kise poochun, hai aisa kyun
Bezubaan sa, bejahaan hai

Khushi ke pal, kahan dhoondu
Benishan sa, waqt bhi yahan hai

Jaane kitne labhon pe gile hain
Zindagi se kayi faasle hain
Basse jitne hai sapne aakhon mein
Lakeer jab chhote inn haathon se yun bewajah

Jo beji thi duaa, woh jaake aasman
Se yun takra gayi ke aa gayi
Hai laut ke sadaa

Jo beji thi duaa, woh jaake aasman
Se yun takra gayi ke aa gayi
Hai laut ke sadaa

Saanson ne kahan rukh modh liya
Koi raah nazar mein na aaye
Dhadkan ne kahan dil chhod diya
Kahan chhode inn jism mein saaye

Yehi baar-baar sochta hoon tanha main yanha
Mere saath-saath chal raha hai yaadon ka dhuaa

Jo beji thi duaa, woh jaake aasman
Se yun takra gayi ke aa gayi
Hai laut ke sadaa

Jo beji thi duaa, woh jaake aasman
Se yun takra gayi ke aa gayi
Hai laut ke sadaa

Jo beji thi duaa..
Woh jaake aasman..
Jo beji thi duaa..
Beji thi duaa…



Song Details:-
Song Name: Khudaaya
Film/Album: Shanghai
Singer(s): Shekhar Ravjiani, Raja Hasan
Music Director: Vishal-Shekhar
Lyricist: Neelesh Misra
Length: 2:56
Music Label: T-Series
Khudaaya Lyrics
Rehmat khuda kar zara ik dafaa
Dil mere ka keh zara falsafa
Yeh nacheez ik cheez uski
Maange hai tujhse
Musafir yeh dehleez uski
Maange hai tujhse
Khudaaya tu bata
Kahan uska pata, ataa kar
Main uske bina bepanah hoon
Bepanah bepanah bepanah hoon
Khudaaya tu bata
Kahan uska pata, ataa kar
Main uske bina bepatah hoon
Bepatah bepatah bepatah hoon

Bezikar befikar mann ke dhundhal ke mein yun aaye
Lamhon ki iss bheed mein mujhko pal de fursat ke
Almast kambhakt, nakhre dikhaaye woh itraaye

Bas ik khayaal uska
Hai dil ki fitrat badal de
Dil tere ka keh zara falsafa
Hai chaaha usse shiddaton se
Yun toot karke
Woh kyun na mila muddaton se
Yun rooth karke
Khudaaya tu bata
Kahan uska pata ataa kar
Main uske bina bepatah hoon
Bepatah bepatah bepatah hoon
Khudaaya tu bata
Kahan uska pata ataa kar
Main uske bina bepanah hoon
Bepatah bepatah bepatah hoon


Song Details:-
Song Name: Morcha
Film/Album: Shanghai
Singer(s): Raja Hasan, Vishal Dadlani
Music Director: Vishal-Shekhar
Lyricist: Vishal Dadlani
Length: 3:32
Music Label: T-Series
Morcha Lyrics
Oh ho haq se milega sabko
Sabko haq se milega re
Ek unnatti ka chakka
Aur jaldi chalega re
Har ghar mein light bhi hoga
Ghar ghar mein paani bhi
Mauka hai yehi ab toh
Aaja re aaja re aaja re aaja
Morcha morcha
Bhakti hai shakti hai mukti hai mutthi hai
Morcha bol morcha
Bhakti hai shakti hai mukti hai mutthi hai
Morcha, mutthi hai morcha
Morcha bol morcha
Bhakti hai shakti hai mukti hai mutthi hai
Morcha bol morcha
Bhakti hai shakti hai mukti hai mutthi hai
Shakti hai morcha

Oh ho doctor engineer honge
Kal ke saare bacche (morcha)
Sapno mein jo hai dekha
Woh desh banayenge (morcha)
Na honge kaale dhandhe
Na hoga brashtachaar (morcha)
Khushaaliyon se bhara bhavishya
Dega re dega re dega re dega
Morcha bol morcha
Bhakti hai shakti hai mukti hai mutthi hai…

Morcha, yeh morcha desh ka hai re
Morcha, har insaan desh ka hai re
Morcha, haan desh bhi apna hai re
Chal aaja bana le jamaa le
Desh ka morcha

Oh ho haq se milega sabko
Sabko haq se milega re
Ek unnatti ka chakka
Aur jaldi chalega re
Har ghar mein light bhi hoga
Ghar ghar mein paani bhi
Mauka hai yehi ab toh
Aaja re aaja re aaja re aaja
Morcha bol morcha
Bhakti hai shakti hai mukti hai mutthi hai…






0 Comments